How to activate windows pro free. Hello dosto kya aap apne computer laptop me windows 10 install kiya hai. aur aap window 10 ke license key ke liye parishan hai.
Aapgooglepar bahut dinon se windows 10 product key, license key, serial number etc. search karrahe hai, To ab aapko parishan hone ki jarurat nahi hai iss article me mai aapko KMS activator se windows 10 free activate kaise kare, without license key ke bareme batane jaraha hun
Windows 10 Free Activate Kaise Kare, Without License Key
Windows 10 pro ko Activate karne ke liye windows activation me jakar product key dalna parta hai. Waise Window 10 ko free activate karne ke liye aapgoogle par seach karenge to bahut sare Product key mill jaenge par unsab me aksar product key fake rahta hai.
Ya aap Microsoft par jakar window 10 home, pro, professional bay karte hai to uske liye aapko bahut sara paisa pay karna hota hai. yaha mai aapko jo trick batane jara hun isse apna kar aap life time ke liye Microsoft win 10 ka koi bhi edition free me activate kar sakte hai.
Window 10 ko activate karna koi jada mushlik kam nahi hai jab ham apne computer me windows install karte hai. “Windows 10 ko computer laptop me install kaise kare uski jankari yaha hai” to Microsoft apna windows chalane ke liye hame 1 month free me deta hai. jab 1 month pass hojata hai to uske bad hamare desktop me windows activation ka signal show hota hai.
Or likha hua hota hai ke “Go to setting activate windows” ye message hamare desktop pe bar bar ata hai or kabhi kabhi hamre computer laptop ka screen black bhi hojata hai.
Windows 10 ko Activate karne ke liye aap ko sabse pahle KMS Activator download karna hoga. KMS Activator ek bahut bhadya windows 10 or MS Office 2015 activator hai iski madad se aap aasani ke sath koi bhi windows 10 version ko activate kar sakte hai jaise Pro and Home edition.
How to Download KMS windows 10 Activator?
KMS activator ko aap niche diye gaye link se aasani ke sath download kar sakte hai jab aap KMS download link par click karenge to aapke samne jo page open hoga usme 5 second ka ek add ayega. Bas aapko top bar me SKIP ADD button par click karna hai.
Uske bad download link par pahunch jaenge waha par aapko windows 10 activator ksm .zip ke right site me Download now button hoga uspar click karke ksm activator ko download kar le.
To dosto ab ham manke chalte hai ke aapne apne computer me activator ko download kar liya hai. Ab mai apne topic par chlata hu or aapko batata hun ke windows 10 ko free kaise activate karna hai. Uske liye bas aapko niche diye gaye setup ko follow kare.
Step 1:
Sab se pahle aapne jo kms activator Win Rar file download kiya hai ya jis folder me aap ka kms winrar file para hua hai usme se ksm software ko bahar nikale uske liye aap rar file par apne mouse ka right click kare uske bad Extract Here kar le
- Windows ko pen drive bootalble kaise banye
- Slow computer pc ka speed kaise badhaye
Step 2:
Extract karne ke bad aapko KMS auto net windows 10 activator setup software ko open karna hai. Uske liye aap KSM par apne mouse ka left dabble click kare ya right click karke open par click kare uske bad yes par click kardena hai.
Step 3:
Ab aapke samne KMS activator open ho jayega yaha aapko jada kuch nahi karna hai bas Activation button par click kar dena hai.
Step 4:
Ab aapke samne 2 option ayega 1 Activate windows or 2 Activate office Yaha aapko abhi apne computer ka window 10 activate karna hai. “Activate windows” button par click kare.
Step 5:
Ab aap ko kuch der wait karna hai aapka window activate hona chalu hogaya hai. jab tak aapke samne Task Scheduler ka ek new popup nahi open ho tab kat aise hi rahe dena hai. Uske aap ko No button par click kardena hai.
Mubark ho dosto aapka windows 10 free activate hogaya hai ab aap my computer par right click kar ke my computer proprieties par ja kar dekh sakte hai. waha likha hoga windows is activated or ek product key bhi najar ayega.
To dosto aapko ye article kaisa laga or agar aapko windows 10 free activation karne me koi problem horaha hai to ye Wideo Dekhe.
0 Comments